Ummat-e-MUHAMMADI
ki fazeelat;
1: In ko zaeef aur kamzor banaya gaya ta k ghuroor na karein.
2: Qad-o-qamat mein chota banaya ta k khane peene aur libaas ka bojh ziyada na ho.
3: In ki umarein (age) chotti kar deen ta k gunah kam rahein.
4: Inhein fuqra banaya ta k aakhrat mein hisab halka rahay aur
5: Inhein sub se aakhri ummat banaya ta k qabar mein rehne ki muddat kam ho.
Agr hum 5wqt nimaz ke pabndi he shuro kr dain tbe Allah hum sy razi hoga
ASALAM O ALIKUM
SUBHA BA KHAIR
No comments:
Post a Comment